💰 MARKHOR · VIP

MARKHOR MONEY MANAGEMENT MMM

Apne balance ke hisaab se Excel sheet download karein: har signal ka stake, MTG-1 ka stake, din ka loss limit aur target, aur roz ka hisaab rakhne ka Tracker. Future, News, VIP Live Session aur 24H, sab signals ke liye aik plan. Mobile, laptop, MacBook aur PC, sab par khulti hai.

Loading…

📘 Sheet mein kya hai

1. PlanBalance likhein, baqi khud: pehla stake (1%), MTG-1 (2.2×), aik signal ka poora risk, din ka loss limit (10%) aur target (5%). Har signal system ka stake aur din ki limit.
2. TrackerHar trade likhein: system, pair, stake, result. P/L, balance aur aaj ka hisaab khud aata hai, aur limit lagte hi "STOP" likha aata hai.
3. Usool10 pakke usool: MTG sirf 1 step, limit par band, payout 80% se kam par trade nahi, aur doosre.

⚠️ Zaroor parhein

  • Sheet discipline aur hisaab ke liye hai. Yeh profit ka wada nahi aur financial advice nahi.
  • Sheet mein har signal system ka pichla record hamare apne candle check se diya gaya hai, jeet aur haar dono. Record aage badal sakta hai.
  • Utna hi paisa lagayein jitna kho sakte hain.

Sawal: @MarkhorTrader_Assistant